Wo kaisa tha pal, Na tha dardo ka ghar
Na milte tum agar, Rahta main befikar
Kaisa tha wo zehar, Rahat ki thi wo shahar
Kyun tha main bekhabar, Ho raha hai ab asar
Main anjaan tha, Ek naya pyaar tha
Is bhid me bhi, main
Tera didaar tha
Door toh gaye, Yaadein kyun chhod gaye
Zakhma vara hai jo dard, Bin puchhe hi de gaye.